Shor hai andher mein Jo dher murda pedon ka Sulag gaya, jhulas gaya Lo jwala jwala aag hai Kaath hi ke dher mein Woh pher jeev janm ka Lo jal gaya dhuaan hua Lo swaha swaha raakh hai
Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh
Mastakon mein maaya maaya Chat chatakati Khat khatakati Bhat bhatakati naachti Chhatiyon mein traahi traahi Dhan-dhankati Jhan-jhanakati Ek sulagati traasdi
Yojnaayein Yam banata Kaal daude tamtamata Antriksh sab samay ke Damaruon ko damdamata
Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh
O..
Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh..
O ho…
Surya ke jo turya the Baj rahe dhara pe hain Rund mund jhund se ye dab rahi dhara Manthano ko chooste neele neele honth hain Sau sau jwaar phoonkti hain sarp si bhuja
Shor hai andher mein Jo dher murda pedon ka Sulag gaya, jhulas gaya Lo jwala jwala aag hai Kaath ke hi dher mein Woh pher jeev janm ka Lo jal gaya dhuaan hua Lo swaha swaha raakh hai
Damaruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh
O…
Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh Damruon ko damdamata Krodh naache krudh krudh
O ho…
No comments:
Post a Comment