etechlooks

Daily Latest news Channel

Breaking

Monday, August 5, 2019

Ilaahi Song Lyrics

Ilaahi… Ilaahi… Ilaahi… Ilaahi… Jaana chaahe baadalon ke paar bhi Aur zameenon se jude hain taar bhi Jaana chaahe baadalon ke paar bhi Aur zameenon se jude hain taar bhi

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda Dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda Tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda Dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda

Ilaahi… Ilaahi… Ilaahi… Ilaahi… Ilaahi… Ilaahi…

Sapne mere aise toote jaise dhaare tere Ab ke aankhein aise barsi’n baadal haare tere Mere haathon se kyon gir gayi har duaa Sabka hai tu Khuda kyun na mera huaa

Ilahi… Ilahi… Ilahi… Ilahi…

Apne haathon ujde hain hum Shiqwa bhi kya karein Zarra zarra bikhre hain hum Jode se kya judein

Hum woh padh na sake Jo bhi tune likha Chal hatheli se ab Ye laqeerein mita

Ilaahi… Ilaahi…

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda Dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda Tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda Dhoonde hai ghar ka pata… ye dil parinda

No comments:

Post a Comment