Betaabi hai junoon hai Pal bhar ka na sukoon hai Jhootha hai yeh phir bhi Kitna sacha lagta hai Ishq acha lagta Haan ishq acha lagta
Kayi sapne ye dikhaye Phir pal mein tod jaaye Jhootha hai yeh phir bhi Kitna sacha lagta hai Ishq acha lagta Haan ishq acha lagta
Dil jo hai bechara ye, Shishe ka hai saara ye Pattharon ki galiyon mein Firta hai maara maara ye Dil jo hai bechara ye, Shishe ka hai saara ye Pattharon ki galiyon mein Firta hai maara maara ye
Kabhi hanste hanste roye Kabhi jaage jaage soye Jab zidd karta hai to Chhota bacha lagta hai Haan ishq acha lagta
Aankhon mein sharaare bhi Baaton mein ishaare bhi Thode jhalle hote hain Ye ishq wale saare hi
Aankhon mein sharaare bhi Baaton mein ishaare bhi Thode jhalle hote hain Ye ishq wale saare hi
Khud sargamein banaye Aur khud hi gungunaaye Rote hain jab koi Sur kachcha lagta hai Haan ishq acha lagta
Betaabi hai junoon hai Pal bhar ka na sukoon hai Jhuta hai yeh phir bhi Kitna saccha lagta hai Ishq acha lagta Haan ishq acha lagta.
No comments:
Post a Comment