etechlooks

Daily Latest news Channel

Breaking

Monday, November 18, 2019

Aate Jaate Hanste Gaate Song Lyrics

Aate jaate, hanste gaate Socha tha maine man mein kai baar Woh pehli nazar, halka sa asar Karta hai kyun is dil ko bekaraar Ruk ke chalna, chal ke rukna Na jaane tumhe hai kiska intezaar,

Tera woh yakin kahin main to nahin Lagta hai yehi kyon mujhko baar baar,

Aate jaate, hanste gaate Socha tha maine man mein kai baar

Hothon ki kali, kuch aur khili Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar,

Ooo.. Ooo.. Ooo. Oo..

No comments:

Post a Comment