Nikle hai hum aisi raahon pe Piche saaya hai maut aage hai Nikle hai hum aisi raahon pe Piche saaya hai maut aage hai
Dar se anjaana Chahe kuch ho anjaana Raaste hai gumrah Mushkil hai har raah
Aa gaye hai aisi raahon pe Jane kahan leke yeh jayenge
Khauf ka pehra Khauf ke pehro se Saye se rooh se Aanjane chehro se
Khauf ka pehra Khauf ke pehro se Saye se rooh se Aanjane chehro se
Darr jo jayega maut payega Darr jo jayega maut payega
Itne saalon se jo intezaar tha In aankhon ko ek naya ehsaas tha
Koi aayega in raahon pe Aa gaya hai ab na jayega
Maut ke badal ab jo chayenge Gehre saaye main faste jayenge
Mere saaye se hone se rone se Meri car se yaar se jaal se
Darr jo jayega maut payega Darr jo jayega maut payega Darr jo jayega maut payega Darr jo jayega maut payega
Darr jo jayega.
No comments:
Post a Comment