Namo namo, namo namo Gunjega ye desh mein Namo namo, namo namo Na koi bhi hoga race mein
56 inch ki chhati aur soch khurafati Akele bande ne hai dekho duniya hila di Alag hai iske paintre ye jhukta na zara bhi Karta aise kaam soti ankhe hai jaga di
Pahle din se aisi soch leke chalta tha ye roj Badlega ye bharat bemisaal banda banke josh Itna jyada isme khoon khaulega sabhi ka Sikha dega ye duniya ko bharat ka tarika
Jab modi hai neele Chal thoda sa jee le Aankho ke kore kyu peele
Jab modi hai neele Chal thoda sa jee le Aankho ke kore kyu peele
Aane jo, aage badhta bina dar ke Aane jo, saare rahte hai sambhal ke Aane jo, aage badhta bina dar ke Aane jo, saare rahte hai sambhal ke
Gujrat nu sher aavyo ghum gaa ke saver la Mishal devi chee chali saal se desh la Pachad koi vaar na phariyo Pachad koi vaar na jodiyo Thai te kari laiye Je panjoyi ne rong dhoye
Socha na khud ko jyada kabhi par Na hi kisi se hai kam Chalta hai aankho mein leke ye sapna Bharat ho no. 1 Iski baato mein dikhta saara sach Irado mein dikhta dum Tabhi to 100 crore ki Aabadi chalegi iske saath
Jab modi hai neele Chal thoda sa jee le Aankho ke kore kyu peele
Jab modi hai neele Chal thoda sa jee le Aankho ke kore kyu peele
Namo namo, namo namo Gunjega ye desh mein Namo namo, namo namo Na koi bhi hoga race mein.
No comments:
Post a Comment