etechlooks

Daily Latest news Channel

Breaking

Wednesday, September 25, 2019

Aaya Na Tu Song Lyrics

Meri umeed na tooti Na hausla mera toota Natkhat aankho ka Panghat aankho ka Sookha hai bas tu jo rootha Tu rootha..

Paana tha maine jo paya na paya na ki Khule darwaze rakhaan Rakhaan main daron pe ankhan Aaya na, aaya na, aaya na tu

Khulle darwaze rakkha Rakkha main taaron pe aankha Aaya na, aaya na, aaya na tu (x3)

Aaa…

Main tanha bhatakta hoon Mushkil ko hal karde Jeena zamaane mein Tu zara sa hal karde

Akhbaron mein bhi khushi ki Khabar na miley Laakhon sajdon se dil ko Sabar na mile

Mud mud dekhu main Kya tha kya hoon main Hathon se apne hi chhoota, main toota

Tere bin jaane na koi bhi, mere dil ki Dukh na kisi ko dassaan Sachha rowan jhutha hassan Aaya na, aaya na, aaya na tu

Dukh na kisi ko dassaan Sachha rowan jhutha hassan Aaya na, aaya na, aaya na tu

Hathon ki lakeeren dekha Rahein dheere dheere dekha Aaya na, aaya na, aaya na tu

Ho tumse agar-che toh Kismat badal de tu Mere muaamle mein Aa zara dhakhal de tu

Paani paanchon driyaaon mein hai Kam ho raha Tere hone ka yakeen hai Bharam ho raha

Chhod tadapna main Kab tak sapna main Dekhunga bolo Toota, main toota

Mera kyun saathi na saya na tere hote Haathon ko uthai jaawan Rowan ya main gaayi jaawan Aaya na, aaya na, aaya na tu

Hathon ki lakeeren dekha Rahein dheere dheere dekha Aaya na, aaya na, aaya na tu

Dukh na kisi ko dassaan Sachha rowan jhutha hassan Aaya na, aaya na, aaya na tu

Aaya na tu… (x3)

No comments:

Post a Comment