etechlooks

Daily Latest news Channel

Breaking

Thursday, October 24, 2019

Ishq Maine Paaya Song Lyrics

Dil pe jo ghuzri hai yahan Karein kaise bayaan tu bata Tujhko tujhi se maang kar Tujhi se keh raha alvida

Rooh tak chal ke aane de mujhko Tere saaye se meri parchhai milne de

Ishq maine paaya Tere hathon ki lakeeron mein Baand le aawara In saanson ko zanjeeron mein

Ishq maine paaya Tere hathon ki lakeeron mein Baand le aawara In saanson ko zanjeeron mein

Kyun honth mere baatein teri hain Kyun jism mera saansein teri hain Dard mein bhi main tanha hoon Jaane kyun khoya rahta hoon Dard mein bhi main tanha hoon Jaane kyun khoya..

Ishq kar le ya de saza mujhko Apni nazron mein de panaah mujhko jaan-e-jaan

Ishq maine paaya Tere hathon ki lakeeron mein Baand le aawara In saanson ko zanjeeron mein

Ishq maine paaya Tere hathon ki lakeeron mein Baand le aawara In saanson ko zanjeeron mein

No comments:

Post a Comment