etechlooks

Daily Latest news Channel

Breaking

Thursday, November 28, 2019

Zindagi Ae Zindagi Song Lyrics

Beasar hain Saari aahein iltejayein raye gaan Na koi humdard apna na koi Meharbaan… O hum sunaye kisko apni dastaane bebasi,

Zindagi ae zindagi -x4.

Ik pal mein jaane ki zilmat Chaal kaisi chal gayi Loriyan thi jo labon pe Aahon mein kyun dhal gayi.

Kyun aansuon mein Beh gaye woh Khwaab jo, aankhon mein the.

Dil ki har ik Aarzu bhi, saath dil ke jal gayi.

O kis tarah jhele Koi ab waqt ki ye sandili.

#zindagi aye zindagi -x4.

Bujh gaya har ek manzar Chaand taare kho gaye,

Na woh aayi Jo banwar mein Do kinare kho gaye.

In raaston se mit gaye Saare hi kadmon ke nishaan.

Mera humsafar Khoya toh jaise Sab sahare kho gaye.

Ho manzilein bhi ajnabi hain Rahguzar bhi ajnabi.

Zindagi ae zindagi -x4.

Bhatke huwe hai raahon mein Insaan tere ya rabb mere Insaniyat bhoole hain ye Insaan tere ya rabb mere.

Sab jaan ke anjaan hai Bas naam ke insaan hain.

Hai bas se bhi badtar huwe Insan tere ya rab mere,

Mere khuda karam ka apne jalwa dikha Tu sahara de Soonahon doobe dilon ki ilteja Tu sahara de,

Mere khuda, mere khuda Tu sahara de -x2

No comments:

Post a Comment