Kuch hi dino mein shadi meri Hone waali hai, Is bulbul ki ab aazadi Hoone waali hai, Duniya mei dil ki baat , Samajh nahi paati hai, Koi to puche kya mujhko hayeee.. Fikra satati hai……….
Balma aisa na nikle, Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi , Soch pe bas na mera chale,
Hoo.. Balma aisa na nikle, Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi, Soch pe bas na mera chale,
Aisa na nikle balma, Waisa na nikle, Aisa na nikle balma, Waisa na nikle,
Hoo.. Balma aisa na nikle, Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi, Soch pe bas na mera chale..
Ka karungi main, Agar balma ke muh mein badboo.. X 2 Ma hm maa aaye hayee…. Ulti aayegi jo mujhse kahega chumma de tu, Bas chala to ginsh dungi manjan se daant main uske… X 2 Oo Balma.. Ho Balma aisa na nikle, Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi Soch pe bas na mera chale..
Ho Balma aisa na nikle Balma waisa na nikle Sochun main to ghadi ghadi Soch pe bas na mera chale..
Ka karungi main, Agar balmaa maare kharatee… (Kharrrrrr….rrr…) Ka karungi main , Agar balmaa maare kharatee, Apni foonti kishmat ko marungi main to chantee, Bas chala to rui bhar dungi main naak me uske, Bas chala to rui bhar dungi main naak me uske, Oo Balma.. Ho Balma aisa na nikle , Balma waisa na nikle , Sochun main to ghadi ghadi , Soch pe bas na mera chale.., Ho Balma aisa na nikle , Balma waisa na nikle , Sochun main to ghadi ghadi , Soch pe bas na mera chale..
(Balma jo nikla smart To tum jyada duffer lagogi Balma gaya london To tum India me safar karogi Tumne jyada, tantrum dikhlaye to ye hoga Sakhiyan tumhe replace kar dengi, milegi dhokha, Thoda, sudhar jao, ki tum koi Miss World nahi ho Perfect nahi balmaa, magar tumbhi perfect nahi ho)
Ka karungi main agar mera balmaa flirt karega Ayee haayeee.. ka karungi main Ka karungi main agar mera balmaa flirt karega Mere dil ko tadpaayega mujhko hurt karega Bas chalega to FIR karwa dungi uski Bas chalega to FIR karwa dungi uski Oo Balma.. Ho Balma aisa na nikle Balma waisa na nikle Sochun main to ghadi ghadi Soch pe bas na mera chale… Ho Balma aisa na nikle Balma waisa na nikle Sochun main to ghadi ghadi Soch pe bas na mera chale..
Ka karungi main agar balmaa nikla sharabi… X 2 Deer raat ko ghar aayega karke nasha kababi, Bas chala to deke chaar chuda dungi latt uski….. X 2 Oo Balma.. Ho Balma aisa na nikle, Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi, Soch pe bas na mera chale, Ho Balma aisa na nikle , Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi , Soch pe bas na mera chale, Ha.. Aisa na nikle balmaa, Waisa na nikle, Aisa na nikle balmaa……… Waisa na nikle, Ho Balma aisa na nikle , Balma waisa na nikle, Sochun main to ghadi ghadi , Soch pe bas na mera chale haaye…
No comments:
Post a Comment