Tu hi hai, bas tu hi hai Meri har hansi mein, tu hi hai Tu hi hai, bas tu hi hai Har lamhe mein aur saal mein
Tu hi hai, bas tu hi hai Mere gham khushi mein tu hi hai Tu hi hai, bas tu hi hai Teri dosti har haal mein
Agar mudke dekhon jo main zara Toh kabhi na raha.. tujhse judaa
Yaara teri yaari Umr saari saath hai Yaara teri yaari Umr saari saath hai (x2)
Bin kahein sab sun leta hai mera yaar Dard se khushiyaan chun leta hai mera yaar Duniyan se woh lad jaata hai mere liye.. Lekin mujhse haar jata hai mera yaar
Agar mudke, dekhu joh main zara Toh kabhi na raha, tujhse judaa
Yaara teri yaari Umr saari saath hai Yaara teri yaari Umr saari saath hai (x2)
No comments:
Post a Comment