Zinda hun main Zinda hun main… Magar aye zindagi Sharminda hun main…
Zinda hun main Zinda hun main Magar aye zindagi Sharminda hun main
Mere jazbaat par hai pahre Mere parwaaz par hai pahre Ek jakhmi sa parinda hun main…
Zinda hun main Zinda hun main Magar aye zindagi Sharminda hun main…
Aapni hi laash utha kar chal pada hun Aasko ke saanche mein dhal raha hun
Ho door talak sannata chaa gaya hai Jaane kaisa mausham aagaya hai Jaane kaisi bebashi hai Door mujhse meri zindagi hai Jaun kahan tuhi bata Har taraf chaa raha bas dhuan hi dhuan
Sapno ka ye suraj jal raha hai Katra katra banke pighal raha hai..
Chhod ke tanhaa mujhko chal padi tu Jism se jaise dil hi nikal gaya hai yaadein teri reh gayi hai Tera aahsaas hai tu nahi hai Jiyunga na tere bina Main chal, main chala Alvida aye jahaan
Alvida aye jahaan Zinda hun main Zinda hun main Zinda hun main Alvida aye jahaan..
No comments:
Post a Comment