Hmm…
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye Kyun bichhadna hai zaroori? ye sawaal aaye Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hoon Kyun door main rahoon? Tera guroor hoon Aa tu faasla mita Tu khwaab sa mila Kyun khwaab tod doon?
Raatein dengi bata Neendon mein teri hi baat hai Bhoolun kaise tujhe? Tu toh khayalon mein saath hai
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye Kyun bichhadna hai zaroori? ye sawaal aaye
Nazron ke aage, Har ek manzar Ret ki tarah, Bikhar raha hai Dard tumhara, Badan mein mere Zeher ki tarah, Utar raha hai
Nazron ke aage, Har ek manzar Ret ki tarah, Bikhar raha hai Dard tumhara, Badan mein mere Zeher ki tarah, Utar raha hai
No comments:
Post a Comment