Ooo.. Khawabon ki itton se yun bana shamiyana Tera dil, mera dil ho gaya ishqiyana In saanson mein rahne lage In saanson mein rahne lage… Do pal pyaar ke, pyaar ke
Khawabon ki itton se yun bana shamiyana Tera dil, mera dil ho gaya ishqiyana In saanson mein rahne lage In saanson mein rahne lage… Do pal pyaar ke, pyaar ke
Ooo.. la la, la la…. La la, la la….
Apni soochon mein, pighla de mujhe Kuchna rahe darmiyaan Chaha hai agar, haske apna le Meri sabhi khaamiyan Chupke se ye kahne lage In saanson mein rahne lage…
Do pal pyaar ke, pyaar ke Do pal pyaar ke, pyaar ke
Ab to pyaar ke panno pe maine Ye falsafa likh diya Kisine agar poocha tera naam Maine khuda likh diya Armaano mein bahene lage In saanson mein rahne lage…
Do pal pyaar ke, pyaar ke Do pal pyaar ke, pyaar ke
No comments:
Post a Comment