Tere bina sune sune Tere bina… Hoo.. Tere bina sune sune Tere bina… Do pal pyar ke Kya se kiya ho gaya Kya huya kiya pata? Teri ya, meri hai, kiski hai yeh khata Teri yaadon ki gahrai hai Bas main hun aur tanhai hai Tere bina… Haa… Aa…
Tere bina sune sune Tere bina… Hoo.. Tere bina sune sune Tere bina… Do pal pyar ke
Hum chale the jahan Din dhale the jahan Raste kho gaye Kho gaye wo nisha Zakhmon ko yun bhar jaunga Tadapunga aur mar jaunga Tere bina, tere bina, tere bina…
Tere bina sune sune Tere bina… Hoo.. Tere bina sune sune Tere bina… Do pal pyar ke
Main nahin bewafa, tu nahin bewafa Lagta hai ho gaya, waqt hamse khafa Yeh dard-E-dil kyun jaata nahin Joh bita kal kyun aata nahin Tere bina… haa… aa…
Tere bina…
No comments:
Post a Comment